Safe mode kya hai

       Safe mode kya hai

hlw friends aaj ke iiss blog me janenge ki safe mode kya hai aur kaise kam karta hai aur safe mode kaise on kare apne phone me



Safe Mode क्या है? 

What is Safe mode

safe mode ek aisa jariya hai jisse aap apne phone me huye software ya aap se related koi problem sahi kar sakte hai iise on karne ke bad aapka phone nai jaisa ho jayga aapko koi bhi third party aap nhi dikhai dega


Safe mode on kaise kare


iise on karne ke bahot sare tarike hai ye kabhi kabhar apne aap on ho jata hai

alag alag brand ke phone me alalg alag option hota hai aap google search karle

agar apko samsung me on karna hai

sabse pahle phone ko off karde phir on kare
jaise hi samsung ka loga ayga waise hi apko volume down press kare jab tak phone on nahi ho jata
iske bad apke phone me safe mode on ho jayga

Safe mode off kaise kare

phone ko off karke on kare ya restart karde

Safe mode PROBLEM DUR KAISE KARE AUR Q HOTA HAI

  1. PHONE KO RESTART KARKE
  2. PHONE KO HARD RESET KARKE
  3. SAFE MODE KAI BAR HARDWARE WARE PROBLEM SE BHI HOTA HAI HARD RESET KARNE SE PAHLE JANN LE KI APKA VOLUME UP OR VOLUME DOWN BUTTON KAM KAR RAHA HAI YA NAHI AGAR KISI EK ME BHI PROBLEM HOGA AUR KOI EK BUTTON BHI KAM NA KARE THO HOTA HAI SABSE PAHLE APKO USS BUTTON KO CHANGE KARE YA HO SAKE THO USS BUTTON ME THINNER DAL KAR SAAF KARE ISSE PROBLEM DUR HO JAYGA

Comments

Popular posts from this blog

Back / Flip Cover Universal List

Super-D, 11D, Super X tempered glass Universal list